Na jaane kyon aaj fir ye aankhein nam hein
Na jaane kaun sa pehchaana sa anjaana gum hai
Na jaane kyon ye intni tanhai hai
Na jaane kyon wo itne door hain hum se
Na jaane kyon wo bhool gaye humein
Na jaane kyon humein hi unki itni yaad aai hai.
Na jaane kyon wo aaye zindagi mein
Na jaane kyon.. Na jaane kyon